|
Chorus:
Mere gaon ke die oyare pyare
Jaise nandan se jharte suman dhartipar
Jhilmil gagan ke sitare
Is gaon ka prakash kar andhere ka nash
Har-a rahi ko rah dikhata
Ko-i is desh a ko ho ya pradesh a ka
De to sab ko hi ghat paonchata
Yeh to deta h-a aram sare (repeat)
Kard man ka hare jag ko jagmag kare
Asa milta ha ba hen pasare
Is ke andar sanjoya hride gaon ka
Kukh ke sukh ke sapne sajae
Man ki ha kalpara, dur ki joyna,
Sabko apne hride se lagae
Kahin dipak se man ko ujare (repeat)
Mombatti bane, lamp torch bane
Kahin nanha kiya ban pukare
Yeh to darzi ha ya pansari hai ya,
Bechta phal ya chat banata.
Khimcha ha kahin, tandur kahin
Bechta gurh ya pan lagata
Kahin bathe hon mil peneh sare (repeat)
Yeh to sabko barabar ujagar kare
Aer sabki hi bigari sanvare
Mere purvaj yahan, unke purvaj rahe,
Sabke gorav ke yeh git gati.
Bhula bachpan jahin, phula jivan yahin,
Unke vaibhar ke gaya sunati,
Pran jab tak dhara par banare (repeat)
Gaon ki jyoti, awax jo desh kit
Jagmagati rahe panch sare.
|